Jeffrey Epstein still alive? It’s true | Epstein File me kya India PM modi ka Name Hai

Jeffrey Epstein ye banda kon hai ? Kya ye abhi bhi zinda hai ? Kya epstein File me jise aap idol mante the vah bhi ismein Shamil Hai aise bahut se sawal logon ke man mein chal rahe hain to aaj main is topic k upar एक-एक point wise kuchh chijen rakhna chahta hun doston baten to bahut hai logon ke man mein sawal bhi bahut hai.

Jeffrey Epstein Still Alive ?

Jeffrey Epstein ek bahut bada aadami tha iska pahunch bahut बड़े-बड़े logon se the ismein aapka idle manne wala log Jaise Bill gates, Donald Trump Jaise बड़े-बड़े businessman is file ka hissa hai aise bahut Se video viral ho raha hai jis mein ine logon Ne छोटे-छोटे nabalik bacchiyon ka jindagi barbad kra hai . Jeffrey Epstein ka ek Island tha jismein Rehne khane peene mauj masti ke liye jaate the. Yahan per jaane ke liye private jet ka istemal Kiya jata tha yahan hamare India ke bhi Koi log Jaise ke businessman log bhi Shamil Hai ine logon ka bhi photo aana swabhavik Mana ja raha hai.

jeffry Epstein yah ek school teacher tha Jo aise बड़े-बड़े logon Ko gande kam karne ka mauka deta tha Apne Island per aise aise logon ka Sath iska pahchan tha ki ise police bhi arrest Karta to chhod deta kyunki iska pahunch bahut बड़े-बड़े netaon ke aur businessman ke sath hai. Pahle ise jab arrest Kiya Gaya iski noni kamon ke liye to kuchh Dinon mein ise chhod Diya Gaya vah बड़े-बड़े lawyer ke sath Jaan pahchan tha use bacha liya Gaya per dusre time jab bhi ise girftar Kiya Gaya to jail mein hi uski maut ho gaya. Kyunki iska Island ka jitna CD tha Sara ka sara iske pass tha iske साथ-साथ jitne bhi log Shamil the Sahara ka naam chhup Gaya.

per kahate Hain Na sacchai kabhi chhupti nahin Hai ek na ek din samne aa hi jata hai jo ine logon Ne Kiya Jo bhi Hai एक-एक karke ine logon ka pardafash ho raha hai jise ham log idol mante Hain . vahi log ka jab dusra face dekhoge to hil jaaoge. Abhi to 1% logon ka hi face reveal hua Hai aage aage Dekho kitne logon ka face reveal hota Hai.

ye kuch video pin kar diya hu

yah pura ka pura news United States Department of justice ke tarf se aa rha h agar

About rajasthanichora1804@gmail.com

View all posts by rajasthanichora1804@gmail.com →

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *